Gussa per qabo rakhy story in urdu / hindi

Gussa per qabo rakhy story in urdu / hindi
Photo by Nathan Anderson on Unsplash





“Subha hi subha meeya bivi ka jghra ho gaya bagham ** shaiba gazabnak ho kar boli…* bas bohat kar liya bardash, ab me mazeed ak mint bu tumhary sath nahi rah sakti*”
*meeya g bi tassh me thy*.. *boly* me bi tumhari shakal dekh dekh kar tang a chuka hu… daftar sy wapis ghar ao to mujy ghar me nazar na ana.. Uthao apna teen dafa or niklo yaha sy *… meeya g gussy me hi daftar chaly gay…*
*bagham sahib ny apni Ma ko * * phone kiya or btaya ky wo sab* kuch chor char kar buchy sameet wapis a rahi hai.. Ab mazeed ni rah sakti es jahanum me..*
*Ma ny kha bandy di puter ban ky wohi aram sy beth* teri bari bahan bi meeya sy lar kar maikhy a kar beth gai the or esi zid me talaq ly kar abhi tak bethi hoi hai. Ab tu ny bi wohi drama shuru kar diya hai khabar ager yaha qadam bi rakha to sula kar ly meeya sy.. Ab wo itna bura bi ni hai…
Ma ny laal jandhi dekhai to begum sahib ky hosh theekany aa gay. Or wo phut phut kar roony lag gai..
Jab roo kar thaki to dil halka ho chuka tha.
Meeya ky sath larai ka seen socha to apni bi kaffi galtiya nazar ai…
Muu hath dhoo kar fresh hoi or meeya ki psandi dar chezy bnana shuru kar di. Or sath *special* kheer bi bna li.. Socha sham ko meeya g sy maffi mang lu gi.. Apna ghar phir bi apna hi hota hai.
Sham ko meeya g ghar aye to bagham ny achy tareeqy sy unka istaqbal kiya… jesey suba kuch howa hi na ho..
Meeya g ko bi khush guwar *heerat hoi* khana khany ky bad meeya g kheer kha rahy thy to boly…
*baghum kabhi kabar me bi zyathi kar jatha hu* 
Tum dil per mat liya kro. Banda bashar hu. Gussa a hi jatha hai..
Meeya g baghum ky shukar guzar ho rahy thy.. Or beghum sahiba dil hi dil me apni Ma ko duaye dy rhi the. Wrna to jazbati faisly ny ghar barbad kar daina tha.. !
*Sabak: ager waldeen apni shadi shuda ulad ki her jaiz or na jaiz bat ko sport karna band kar dy to rishty buch jathy hai.*

Share it

Do not miss

Gussa per qabo rakhy story in urdu / hindi
4/ 5
Oleh