Showing posts with label Fairy Tales. Show all posts
Showing posts with label Fairy Tales. Show all posts

Gulabi Rang story in urdu / hindi

Gulabi Rang story in urdu / hindi
Photo by Annie Spratt on Unsplash


Ak nahayet Ameer shaks tha es ky pass itna paisa tha ky kuch bi khareed sakta tha. Lakin es ka ak masla tha. Or wo the es ki ankho me musalasal rahny wala dard.
Es ny khi doctors ko dekhaya or es masly ka ilaj musalsal chal raha tha. Lakin koi faida ni ho raha tha.
Es bimari sy picha churwany ky liye sankaro injection bi lagwany par chuky thy. Dawaya wo to itni kha chukar tha. Jin ki koi ginthi hi na the. Lakin dard kum hony ki bajaye bartha hi jaa raha tha. Doctors ny thak har kar esay jawab dy diya.
Akhir me ak aesy bazurg ko es ameer shaks ki ankho ka dard thk karny ky liye bulaya gya. Jo naqably ilaj marz thk krny ka mahir samja jatha tha.
Bazury ny phle to ameer shaks ky masly ko samja or phr kha ky kuch waqt ky liye es shaks ko sirf gulabi rang or gulabi asya ko hi Dekhna hai.
Or koshis karni hai ky koi or rang (gulabi rang ky ilawa) es ki ankho per na paray.
Ameer shaks ny fori toor py paintero ko bulaya or kai baeral gulabi rang ky daby hareedy or in paintero ko hadayet di ky.
Jo jo chezy es ki nazro sy guzrny ky amkanat ho inhy gulabi rang sy rang diya jaye.
Kuch dino me en sahib ka ghar, office, facties, ky daro divar, kapry jothy, kursi table, bister khikeeya, ghar ka sazo saman, gari, nikar chakar, ki vardiya, yaha tak ky khany peeny ka saman ka bi gulabi rang ka ho gya.
Es ameer shaks ki ankho ko sakoon to mila lakin wo meer shaks apny ghar o difathar me mukeed ho kar rah gya tha. Na wo khi ja Sakta tha na khikiyo sy bhir jank sakta tha, es ka jeena do bhar ho gy tha. 
Kuch dino ky bad akhir es ny bazurag ko dobara bula bejha.
Wo bazurag ameer shaks ko dobara dekhny aye. To ameer shaks ky mulazeem gulabi rang sy bhari baltiya ly aye or inho ny es bazurag ko gulabi rang sy sharabo kar diya.
Kyun ky bazurag ny safad rang ka chula pehna howa tha. Es ky bad bazurg ameer shks ky samny pounchy to zore sy hansty howy boly.
“ary bhai! Ap ny ak hi gulabi rang ky sheesho wala shasma khareed liya hota.
To apka bht sara saman deevar bartan wagera bardad hony sy buch jathy or ap ka bht sara maloo dollat bi buch gya hota.
Or es aziyay sy bi buch jathy jo ap per ghar rah kar guzri hai”
“ap pori duniya ko gulabi rang nhi kar sakty. Magar apni neegha ko badal sakty hai.
Ager ap pori duniya ko tabdeel karna chahty hai to phle apny apko karay.”
. مزید پڑھیں

Hole in the water story in urdu

Hole in the water story in urdu
Photo by Dave on Unsplash


Ak shehar me ak bohat khubsurat or Ameer admi rahta tha. Jis ny shadi ni the ki hoi. But ab es Ameer or khubsurat shaks ny shadi karny ka faisla kar liya. Per usay koi khubsurat larkie ni the mil rahi jis sy wo shadi karay.
Ak din wo pani waly kuway ky pass gya. Waha osay ak larkie nazar ai jo es ameer admi ko pasand aa gai us ny es sy shadi karny ka faisla kiya. Phr us ameer admi ny us larkie sy kha ky mujy tum pasand a gai ho ky muj sy shadi karo gi. Me tumhy sari khushiya do ga. Her khuwaish pori karo ga. Larkie shadi ky liye razi to ho gai. Per us ny kha phle mujy pani me surak kar ky dekhao phr karo gi shadi. Admi preshan ho gya or kahny laga such pyar ho to mujazay bi ho jathy hai. Per us ny us larkie sy bohat kha. Waha sy larkie chlai gai or wo admi rony lag gya kyun ky wo us larkie sy suchi muhabat kart tha. Or sochny lag gya pani me surak kesey karo. 
Wo preshani ki halat me ghar aya or soch me para raha. Or asay hi kaffi mahinay guzar gay per usay smaj na ai ky kesey surak kiya jaye pani me.
Akhir kar sardiya aa gai.
Or bohat sardi ki wja sy pani jeely kuwo me pani manjada ho gya.
Phr usay khayal aya ky ab wo pani me surak kar sakta tha.
Phr wo ye sochy ky bad us kuway ky pass gya jaldi sy. Jha usay wo larkie pasand ai the waha jaa kar ameer shaks ny pani me surak kiya.
Jis ko larkie dekh kar bohat khush hoi. Or shadi karny ka faisla kar liye. Phr dono ny shadi kar li. Osay apna pyar bi mil gya. Or hansi khushi zindagu guzarny lag gay.
. مزید پڑھیں

The Ice Cream Cart story in Urdu

The Ice Cream Cart story in Urdu
Photo by Ariana Suárez on Unsplash




Aik dafa ka zikar he k aik ghar men aik maan or beti raha karty thy. Larki ko ice cream khany ka boht shook tha. Magar ice cream khareedany k lie us k pass paisy nahi hoty thy. Har roz aik ive cream wala us k ghr k samny se guzrata tha. Wo us ko dekhti rehti par us k pass kahreedany k lie paisy nahi hoty thy. Wo dosary bachon ko ice cream khaty dekhti to wo bhi khawahish karti k shayed men bhi in k sath shamil hoti. Un k sath mil kar men bhi ice cream kha sakti.
Aik din wo ice cream waly ko daikh rahi thi  jub ice cream waly ne us larki ko dekha to usy larki par taras a gaya. Us ne larki ko bulaya or usy aik ice cream ki tookri thma di. Or larki ko kaha k ye aik Jadoi cart hetum is se kisi bhi kisam ki ice cream bana sakti ho . Or jub chaho bana sakti ho or ji bhar k khao. Kisi bhi kisam ki ice cream bnany ko keh sakti ho jub isy rokna ho to ye kehna lazmi he k ab boht ho gya.
Larki boht khush thi wo sara din ice cream khaati rehti thi. Or ab wo boht khush thi. 
Aik din jub wo school jany lagi to is cart ko kuch ice cream bnany ko kaha us ne ice cream nikalna shuro kar di. Lekin larki ki walida ko isy rookna nahi ata tha or ye cart ice cream banay ka kam karti rahi. 
Ice cream banti rahi . Akhir aisa hua k sara ghar ice cream se mukamil bhar gya. Jub larki gahr wapis ai or dekha k ghar har taraf se ice cream se bhara hua he . Isy cart ko rokny k lie us tak pohchna tha or ice cream saari wahan se chaatni thi. Ab wo boht mushkil men thi is k bad us ko ice cream se nafrat ho gayi. 
. مزید پڑھیں

White Squash story in urdu

White Squash story in urdu
Photo by Jasmine Coro on Unsplash








Ak zamany me bht gareeb meeya bivi rahty thy. Na inka koi Ma Bap tha na koi bhan bhai wo dono akely rahty thy. Or wo bohat gareeb thy. Itny gareeb thy ky in ky pass khany ko bohat mushkil sy hota tha. Or wo bohat preshan thy apni es gareebi ki waja sy. Per wo Allah ka shukar adda kar ky waqt guzar rahy thy. Shadi ko kafi arsa ho gya per in ki koi ulad bi nhi the Or wo Allah sy dua karty thy ky inhy ak buchy sy nawaz dy.
Ye dono meeya bivi bohat gum zada or preshan rahty thy. Wo sochty thy ky khany ky liye kha sy lao or waqt guzaro. Bohat mushkil sy inka guzara ho rha tha. 1 waqt ka khana bohat mushkil sy milta wohi kha kar saray din guzara karty. Wo ak white bagho me rahty thy. Jo in ky ghar me tha. In ka bagh bohat bara tha us me bhot sy darakhat thy jin per phaal phool ughty thy. Wo apna sara din esi bagh me guzar dethy thy. Lakin ak seezan: darakhto ny phaal dainy chor diye. Lakin phool bohat saray uggy thy per wo phaal me tabdeel nhi the howy. Ky wo in ko bach kar kuch khany peeny ko la saky. 
Ak din, wo orat bagh me ak sabaz squash dekh kar bohat khush hoi. Or us ki dagh bhal karna shuru ho gai roz pani dethi us ka Khayal rukhti. Bohat din guzarny kay bad jab wo squash pack gai wo bohat khush howy or dono meeya bivi ny esay katny ka faisla kiya. Jab wo esay katny ky liye aye. To bivi ny kha zera ehtayat sy katna. Jab sabz squash kati to us me sy ak chota larka nikla jisko dekh kar dono bohat khush howy.
In ki khushi ka koi thakana ni tha. Phr bivi us choty larky ko utha kar under ly gai. Jab usay nahlany ky liye pani us per daala to wo soony ka pani ban gya. Ye dekh kar wo or zyadha khush howy ky ye bucha in ky liye bohat zyadha khass hai. Us din ky bad wo dono meeya bivi kabhi gareeb ni rahy. Or hansi khushi zindagi guzarna shuru kar di q ky Allah ny in ki ulad wali bi dua qabool kar li the or un ki qareebi bi dore kar di. Or choty larky ky sath zindagi guzarny lagy.
Nateeja: Sabar karna seekho. Kyun ky ak din Allah sabar ka phaal zaror detha hai. Or sabar ka phaal bohat meetha hota hai. Allah hum sab ko bi sabar karny ki tufeeq anayet farmaye Ameen!

. مزید پڑھیں

A Mouse Wedding story in urdu

A Mouse Wedding story in urdu
Photo by Donovan Reeves on Unsplash



Ak ghar me choti c family rahti the meeya bivi or nani pari rahty thy. Nani pari jb rat ko soo rahi the to bohat mazay sy to need pari ny a kar nani pari ko uthaya ky jaldi utho tayar ho mouse ki shadi me jana hai.jab nani pari uthi to need pari usay ak side par ly gai. Phr usay khara kar ky apni jadoo ki chari sy. Nani pari ko ak chota sa larka bana diya. Jo bilkul chota sa tha. Kr us ko sepahi waly kapry pehna diye. Jab wo chota larka ban kar tayar hoi. To wo baghi me beth kar mouse ki shadi me gay. 
Mouse ki shadi mehal me the. Jo bohat khubsurat tha. Jab under dakhel howa to dekha her jgha yani deewary bi chez sy bani hoi the. Khany ky liye chez cake, or paneer jesi bohat zyadha chezy the. Nani pari jo larka sapahi bana howa tha ny poray hal ka jaiza liya. Or ja kar sab mehmano or dulha dulhan ko mili. Waha bohat maza a raha tha. Jb Dulha dulhan aye dulha ny pant court or dulhan ny bohat pyari farak pehni hoi the, to light off kar di unhy ak modern tariqy sy ly kar aye sath music chal raha tha jab wo a kar sofy py baithy yaha tak ky wo bi chez ka bana howa tha. Dulha dulhan jab aye to tamam mehmano ny us per chawal pehnkny ki bajaye kaduu ky bech maray. Sab bohat enjoy kar rahy thy Mouse ki shadi ko. Waha dance bi ho raha tha or song bi lagy howy thy. Sab mehmaan masti kar rahy rahy thy. Nani pari ny bi es shadi ko khawab me bohat enjoy kar rahi the. Or sari rat es lutaf me guzar di. 
Nani pari jagho! School ka waqt ho gya hai. Ye nani pari ki Mama the jo es ko school ky liye utha rahi the. Nani pari ko ehsas howa ky ak bohat mazay ka khawab tha. Jis sy es ny sari rat maza liya or enjoy kiya.
Jab wo school me gai. To apni sab friends ko ye khawab btaya. Or bohat maza kiya
. مزید پڑھیں

The Performer and the Flea story in urdu

The Performer and the Flea story in urdu
Photo by Timothy Dykes on Unsplash




Aik dafa ka zikar he k aik aisa adaakar tha. Jo logon ko apny kartab dikha kar paisy kamata tha. Aik bar us ne ye sub kartab aik pasu ko sikhaye. Wo jahan bhi jata pasu ko alny sath le kar jata or pasu se kartab krwata or log daikh kr lutfo andoz hoty. Or wo us adaakar ko kartab dekh kar paisy dety.  Wo apny pasu ko le kar jaga jaga jata or paisy kamata. 
Aik din wo kisi door darza ilaky men badshah k darbar men gaye. Wahan unho ne kartab dikhany thy. Jub wo wahan pohnchy sub darbari jama thy, Badshah or shahzadi bhi wahan tashreef laye thy. Jun unhon se kartab dikhaye. Kartab daikhny k bad shahzadi ko us adakar ka pasu boht passand aya. Or shahzadi ne pasu apny pass rakhny ko kaha. Wo boht ziddi thi us ne kaha agar mujhy pasu na mila to men khana nahi khaon gi. Is khawahish poori krna badshah k lie zaroori tha. Badshah ne zabar dasti adaakar se pasu lia or shahzadi ko de diya. Jub shahzadi ki khawahish poori hui to wo boht khush hui k usy pasu mil gya . 
Badshah ne adakar ka pasu us se cheen lia tha us k pass koi or zarya bhi nahi tha paisy kmany ka. Wo boht preshan tha k pasu kesy wapis lia jaye. Wo apna pasu wapis chahta tha lekin ab milny ki koi umeed nahi thi. Ab wo boht zyada preshan tha k ab pta nahi kia hoga.
Kaafi dair sochany k bad us k zehan men aik baat ai. Us socha kuch na kuch to karna pary ga pasu ko wapis hasil karny k lie. Us ne aik mansooba bnaya or bhais badal kar badshah ki khidmat men hazir hua. 
Adakar mmne kaha k badshah salamat men ap k lie kuch krna chahta hun. Badshah ne pocha kia krna chahty ho. Us ne kaha men ap k lie aik bari toop bnana chahta hun. Mujhu is ki ijazat ki jaye. Badshah boht khush hua or isy toop bnany ki ijazat de di. Adakar ne resham k kapry ka aik tukra kuch rasian or aik tookri maangi. Wo boht hishyari se kaam krny lgaa. Adaarkar ne toop bnany ki bjaye aik boht bara gubara bnaya. 
Wo badshah jis ne kabhi toop ya baloon kabhi nahi dekha tha, wo adakaar par yaqeen kar betha. Badshah khush bhi tha k mery lie toop bnayi ja rahi he. Usy kia pata tha k ye wo hi adakar he jo apna pasu leny k lie ye sub kar raha he. Us ne badshah se kaha k toop boht garam hoti he , us ko thanda karny lie kuch chahyie mujhy. Badshah ne kaha kia chahyie tumhy adakar ne kaha toop ko thanda karny k lie mujhy pasu chahyie. Pasu ki boht zaroorat he yahan. Badshah phr bhi na samjha k adaakar us k sath kia karny wala he . Badshah ne pasu mangwaya or adakar k hawaly kar diya. 
Adaakar ne baloon ko uraya phr is men pasu or khud kood pary or apny ghr ki taraf rwana hue. 
Adaakar boht khush hua k us ka pasu usy wapis mil gya 
. مزید پڑھیں

old sultan story in urdu | سلطان۔۔۔۔ایک وفادار بوڑھا کتا

old sultan story in urdu | سلطان۔۔۔۔ایک وفادار بوڑھا کتا
Photo by Brett Jordan on Unsplash




ایک دفعہ کا زکر ہے کہ ایک گاؤں میں ایک گڈریا رہتا تھا۔ وہ سارا دن اپنی بکریوں کو کھیتوں میں چارا چرایا کرتا تھا۔ اس کے ساتھ اسکی بیوی بھی رہتی تھی۔ سلطان کے پاس بکریوں کا ایک بڑا ڑیوڑ تھااور اس کی حفاظت کے لیے گڈریے نے ایک کتا پالا ہوا تھا جس کا نام سلطان تھا۔ سلطان وقت کے ساتھ ساتھ کافی بوڑھا ہو چکا تھا۔اس کے منہ کے لمبے لمبے دانت بھی اس کی عمر کے ساتھ ٹوٹ چکے تھے۔ گڈریے نے سوچا چونکہ سلطان بہت بوڑھا ہو چکا ہے اور اس کے منہ میں تو دانت بھی نہیں رہے اور یہ میری بکریوں کی حفاظت بھی نہیں کر سکتا کیوں نہ اس سے جان چھڑا ئی جائے اور ایک نیا کتا پالا جائے جو کہ اس کا وفادارہونے کے ساتھ ساتھ اس کی بکریوں کی حفاظت بھی کر سکے۔
            ایک دن جب گڈریا بکریاں چروا کر واپس آیا تو اس نے اپنی بیوی کو کہا کہ سلطان بہت بوڑھا ہو چکا ہے۔ یہ اب کسی کام کا نہیں رہا۔میں نے فیصلہ کیا ہے کہ میں اس کو صبح گولی مار کر مار دوں گا اور ایک نیا کتا پالو ں گا۔ یہ سن کر اس کی بیوی نے کہا کہ یہ تو بہت ظلم ہے۔سلطان ہمارا کتنا وفادار رہا ہے۔اس نے اپنی ساری زندگی ہماری خدمت اور وفا داری میں گزار دی ہے۔ہماری حفاظت کے ساتھ ساتھ اس نے ہمارے گھر اور ہماری بکریوں کی بھی حفاظت کی ہے۔تم ان سب خدمات کا بدلہ سلطان کو یہ نہیں دے سکتے لیکن گڈریا بضد تھا کہ سلطان بوڑھا ہو چکا ہے اور کسی کام کا نہ رہا ہے لہذا میں اس کو صبح گولی مار کر اس سے جان چھڑوا لوں گا۔گڈریے کی بیوی یہ سن کر بہت مایوس ہوئی۔سلطان گڈریے کی بیوی کے پاس بیٹھا یہ سب باتیں سن رہا تھا۔سلطان اپنے مالک کی باتوں سے بہت مایوس ہوا اور اس نے جنگل میں موجوداپنے دوست بھیڑیے سے مدد لینے کا فیصلہ کیا۔
          سلطان موقع دیکھ کر جنگل میں اپنے دوست بھیڑیے کے پاس گیا اور اس کو سارا ماجرا بتایا اور کہا کہ صبح مجھے میرے مالک نے گولی مار دینی ہے،میری مدد کرو۔بھیڑیے نے ساری بات سن کر سلطان کو کہا کہ تم فکر نہ کرؤ۔میرے پاس ایک ترکیب ہے۔جب صبح تمہارا مالک گڈریا اور اس کی بیوی اپنے بچے کے ساتھ کھیتوں میں جاتے ہیں تو وہ بکرؤں کو چارا چرانے میں مصروف ہونے کی وجہ سے اپنا بچہ ایک درخت کے نیچے لیٹا دیتے ہیں بس میں اسی وقت آؤں گا اور اس کے بچہ کو منہ میں دبوچ کر بھاگوں گا۔تم میرے پیچھے بھاگنا۔تھوڑی آگے جا کر میں بچہ کو تمہیں دے دوں گا اور تم اس کو لے کر واپس آ جانا اور اپنے مالک کے حوالے کر دینا۔تمہارا مالک گڈریا خوش ہو جائے گا۔ سلطان کو بھیڑیے کی یہ ترکیب بہت پسند آئی۔
          اگلے دن جب گڈریا اور اس کی بیوی اپنے بچے کا لے کر گھیتوں میں گئے تو حسب معمول انہوں نے اپنا بچہ اسی درخت کے نیچے لیٹا دیا۔بھیڑیا درخت کے پیچھے سے آ یا اور بچہ کو منہ میں دبوچ کر بھاگ گیا۔ گڈریے اور اس کی بیوی کی تو جیسے جان ہی نکل گئی اتنے میں سلطان نے بھیڑیے کے پیچھے دوڑ لگا دی۔تھوری آگے جا کر بھیڑیے نے بچہ سلطان کے حوالے کر دیاجو کہ اس کو لے کر واپس آ گیا اور بچہ کو گڈریے کے حوالے کر دیا۔گڈریے اور اس کی بیوی بہت خوش ہوئے۔اپنا بچہ دیکھ کر جیسے ان کی جان میں جان آ گئی اور دونوں نے یہ فیصلہ کیا کہ سلطان کو اپنے پاس ہی رکھیں گے۔گڈریے کی بیوی نے سلطان کو اپنے ریشم کے تکیے پر سلایا۔سلطان بہت خوش اور مطمئن ہو گیا۔
          کچھ دن بعد بھیڑیا اپنے دوست سلطان سے ملنے آیا اور اس سے اپنی ترکیب کے بارے میں پوچھا تو سلطان نے کہا کہ ہاں! تمہاری ترکیب نے بہت کام دکھایا ہے۔میں تمہارا شکر گزار ہوں تو بھیڑیے نے کہا کہ اگر تم میرا شکریہ ادا کرنا چاہتے ہو تو میری بات غور سے سنو۔تمہارے مالک کی بکریوں میں ایک بکری بہت موٹی تازی ہے جسکو کھانے کا میرا بہت دل کرتا ہے۔ مجھے دہ بکری کھانی ہے جس پر سلطان نے انکار کر دیا اور کہا میں ایسا نہیں کر سکتا میں اپنے مالک کا وفادرا ہوں۔اگر تم نے ایسا کرنے کی کوئی کوشش کی تو میں اپنے مالک کو سب بتا دوں گا۔ بھیڑیے نے سلطان کی باتوں کو مذاق سمجھا اور اسے یہ کہ کر چلا گیا کہ میں رات کو اس موٹی بکری کو کھانے آؤں گا۔
       سلطان نے سب اپنے مالک گڈریے کو بتا دیا۔ اس نے اپنے ڑیوڑ کی حفاطت کے لیے پہرے دار لگا دیے۔ جیسے ہی بھیڑیا اس کے گھر کے قریب پہنچا تو سب پہرے داروں نے اس پر حملہ کر دیا۔بھیڑیا دم دبا کر واپس جنگل میں بھاگ گیا۔ بھیڑے کو سلطان کی اس حرکت پر بہت غصہ تھا۔ وہ سلطان سے بدلہ لینا چاہتا تھا۔ اس نے سلطا ن کو کھیتوں کے قریب ایک میدان میں بلا کر لڑنے کا کہا۔سلطان بہت لاغر اور کمزور تھا۔جبکہ بھیڑیا بہت طاقتور تھا۔بھیڑیا سلطان سے لڑنے کے لیے اپنے ساتھ ایک جنگلی سور کو لے آیا جبکہ سلطان پریشان تھا کہ میرے پاس تو کوئی طاقتور ساتھی نہیں جس کو میں اپنے ساتھ لے جا سکوں سوائے یہ تین ٹانگوں والی لاغر بلی کے۔پھر سلطان نے سوچا کہ اسی کو ساتھ لے جاتا ہوں کیا پتہ یہ میرے کام آ جائے۔
          سلطان اور بلی دونوں میدان کے طرف چل دیے۔سردی کا موسم ہونے کی وجہ سے بلی کی دم کھڑی ہو گئی۔ جیسے ہی سلطان اور بلی میدان کے قریب پہنچے تو بلی کی دم کا سایہ دیکھ کر بھیڑیا اور جنگلی سور گھبرا گئے اور انہوں نے سوچاکہ یہ لڑائی کے لیے اپنے ساتھ تلوار لائے ہیں جبکہ ہمارے پاس کچھ نہ ہے۔جنگلی سور ڈر کر قریب پڑی جھاڑیوں کے پیچھے چھپ گیا۔بھیڑیا بھی ڈر کر ایک درخت کے پیچھے چلا گیا۔ جب سلطان اور بلی ان کے قریب پہنچے تو بھیڑیے نے دیکھا کہ سلطان کے پاس کچھ نہیں ہے سوائے ایک بلی کے۔اتنے میں بلی کو جھاڑیوں کے پیچھے حرکت محسوس ہوئی۔اس نے جھاڑیوں کے پیچھے چھپے ہوئے جنگلی سور پرچھلانگ لگا دی اور اس کے منہ کو اپنے پنجوں سے نوچا۔ سور دم دبا کر بھاگ گیا اور واپس مڑ کر بھی نہ دیکھا۔ یہ سب دیکھ کر بھیڑیا بہت شرمندہ ہوا۔اس نے سوچا کہ میں اتنا طاقتور ہوں جبکہ سلطان اور بلی بہت کمزور بھر بھی دونوں نے میرا مقابلہ کیااور سور تو مجھے میدان میں چھوڑ کر بھاگ گیا۔مجھے ان دونوں کمزوروں پر اپنی طاقت نہیں دکھانی چائیے تھی۔ بھیڑیے نے سلطان سے معافی مانگی اور دونوں دوبارہ اچھے دوست بن گئے۔





. مزید پڑھیں

cinderella the beautifull Girl story in urdu | سینڈریلا۔۔۔۔ایک خوبصورت لڑکی

cinderella the beautifull Girl  story in urdu
Photo by McGill Library on Unsplash






ایک دفعہ کا زکر ہے کہ ایک بادشاہ کی سلطنت کے ایک چھوٹے سے گاؤں میں ایک بہت خوبصورت لڑکی ریتی تھی جس کا نام سینڈریلا تھا۔ وہ بہت خوبصورت تھی۔ اس کے والدین بچپن میں ایک حادثہ میں مر گئے تھے اور وہ اپنی انتہائی ظالم اور چالاک سوتیلی ماں اور دو سوتیلی بہنوں سے ساتھ رہتی تھی۔ سینڈریلا کی سوتیلی ماں اور دونوں بہنیں اس کی خوبصورتی سے بہت جلتی تھیں کیوں کہ اس کی دونوں سوتیلی بہنیں بہت بد صورت تھیں۔ سینڈریلاکی سوتیلی ماں اور دونوں بہنیں اس پر بہت ظلم کرتی تھیں۔اس سے گھر کے تمام کام کرواتی تھیں۔اپنے گندے کپڑے دھلواتی،برتن صاف کرواتی،گھر کو جان بوجھ پر گندا کر کے بار بار سینڈریلا سے صفائی کرواتی اور بلا وجہ اپنی ماں کو سیڈریلا کی شکایتیں لگا کر اس کو زلیل کرواتی رہتی تھیں اور سوتیلی ماں کو بھی سینڈریلا کو زلیل کرنے کا موقع چاہیے ہوتا تھا۔سینڈریلا اپنی زندگی سے بہت مایوس تھی خاص کر اپنی سوتیلی ماں اور بہنوں کے سلوک کی وجہ سے۔ وہ بہت روتی تھی۔ ہر وقت عمگین اور اداس رہتی تھی۔
        ایک دن اس کے گھر بادشاہ کی طر ف سے ایک پیغام آیا۔بادشاہ اپنے محل میں ہر سال اپنی رعایا کی دعوت کرتا تھا۔اور اس دفعہ بھی سینڈریلا اور اس کے تمام گھر والوں کو شاہی دعوت میں بلا یاگیا تھا۔سینڈریلا بہت خوش تھی کہ وہ بھی شاہی دعوت میں جائے گی لیکن جب یہ بات سینڈریلا کی سوتیلی ماں اور بہنوں کو پتہ چلی تو انہوں نے سوچا کہ سینڈریلا بہت خوبصورت ہے اگر اس کو دعوت میں لے کر گئے تو سب اس کو دیکھیں گے اور ہمیں کوئی بھی منہ نہیں لگائے گا۔لہذا سینڈریلا کو دعوت میں نہیں لے کر جانا۔ یہی سوچ کر اس کی سوتیلی ماں نے سینڈریلا کو بلایا اور انتہائی غصہ میں اس کو کہا کہ تم دعوت میں نہیں جاؤ گی۔تم گھر پر رہو گی اور سارا کام کرؤ گی۔ اگر ہمارے آنے تک کام نہ ہوا تو ہم تمہارے ساتھ بہت برا کرئیں گے۔اور یہ بھی کہا کہ ہمارے دعوت میں جانے کے لیے فراک بھی تم ہی سیو گی۔ سینڈریلا بیچاری یہ سن کو بہت روئی اور ان کی فراک سینے میں مصروف ہو گئی۔ساتھ ہی ان کے بالوں کو سنوارنے اور ان تینوں کو دعوت کے لیے تیار کرنے میں لگ گئی۔ سینڈریلا کی سوتیلی ماں اور بہنیں تیار ہو کر چلی گئی اور سینڈریلا کو چھوڑ گئیں۔
       سینڈریلا بہت اداس ہوئی اور اس نے رونا شروع کر دیا۔اتنے میں اچانک ساتھ والے کمرے سے ایک تیز روشنی نمودار ہوئی۔ جب سینڈریلا نے روشنی دیکھی تو وہ اس کمرے میں گئی جہان ایک خوبصورت پری ہاتھ میں جادوئی چھڑی لے کرکھڑی تھی۔ اس نے سینڈریلا سے کہا کہ تم اداس نہ ہو۔میں تمہیں بادشاہ کی دعوت میں بھیجنے کے لیے تیار کرتی ہوں جس پر سینڈریلا نے کہا کہ میرے پاس کوئی خوبصورت فراک نہیں جو کہ پہن کر جا سکوں۔ یہ سن کہ پری نے اپنی جادو کی چھڑی اس کے پرانے کپڑوں پر ماری اور دیکھتے ہی دیکھتے وہ ایک خوبصورت فراک میں بدل گئے۔اگلے ہی لمحے پری نے جادوئی چھڑی دوبارہ اس کے پاؤں سے لگائی تو اس کے پاؤں میں بہت خوبصورت شیشے کے جوتے موجود تھے۔پھر اس نے پاس موجود دو چوہوں پر چھڑی گھمائی تو وہ بڑے سے دو گھوڑے بن گئے اور پاس ہی موجود بڑے سے پیلے کدو پر چھڑی گھمائی تو وہ ایک خوبصورت سواری میں بدل گیا جس کے ساتھ دو کوچوان بھی تھے۔
       سینڈریلا اب ایک بہت خوبصورت شہزادی کی طرح تیارر تھی۔ پری نے اس کو جانے سے پہلے خبردار کیا کہ وہ رات بارہ بجے سے پہلے واپس آ جائے نہیں تو وہ جہاں بھی موجود ہوئی جادو کا اثر ختم ہو جائے گا اور تمام چیزیں واپس اپنی اصل حالت میں آ جائیں گی۔سینڈریلا نے پری کی بات سن کر کہا کہ میں بارہ بجے سے پہلے واپس آ جاؤں گی۔ سینڈریلا اب بادشاہ کی دعوت میں پہنچ گئی جہاں محل میں داخل ہوتے ہی تمام نظریں اس کی طرف پھر گئیں۔ ہر شخص سینڈریلا کی خوبصورتی سے حیران تھا۔کوئی بھی اس کو پہچان نہ سکا کہ یہ ہمارے گاؤں کی ایک عام سی لڑکی ہے۔ خود سینڈریلا کی سوتیلی ماں اور بہنیں بھی اس کو پہچان نہ سکی۔ اتنے میں شہزادے کی نظر سینڈریلا پر پٹری تووہ اس کو خوبصورتی کا دیوانہ ہو گیا۔اس نے سینڈریلا کے پاس جا کر اس کو اپنے ساتھ ڈانس کرنے کا کہا جس پر سینڈریلا مان گئی اور دونوں نے کئی گھنٹوں تک ڈانس کیا۔ سینڈریلا اتنی کھو گئی کہ اس کو پری کی خبردار کرنے والی بات یاد ہی نہ رہی۔ جب کافی وقت کے بعد سینڈریلا کو پری کی بات یاد آئی تو وہ اچانک گھبرا کرمحل کے د روازے کی طرف بھاگی اور محل سے باہر نکل گئی۔اس بھاگم بگاک میں سینڈریلا کا شیشے کا ایک جوتا اس کے پاؤں سے اتر گیا جو محل میں رہ گیااور شہزادے کے ہاتھ لگ گیا۔
       اب سینڈریلا بہت تیزی سے اپنے گھر کی طرف جا رہی تھی اور جیسے ہی وہ اپنے گھر کے قریب پہنچی جادو کا اثر ختم ہو گیا اور اس کا خوبصورت فراک اب دوبارہ پرانے کپڑوں میں تبدیل ہو گیا۔دونوں گھوڑے واپس چوہے بن گئے اور بڑی شاہی سواری واپس پیلے کدو میں بدل گئی۔اتنے میں سینڈریلا کی سوتیلی ماں اور دونوں بہنیں بھی گھر پہنچ چکی تھیں۔ وہ تینوں بھی اسی لڑکی کی خوبصورتی کی باتیں کر رہی تھیں جو کہ شہزادے کے ساتھ ڈانس کر رہی تھی۔ سینڈریلا یہ ساری باتیں سن رہی تھی اور بہت خوش ہو رہی تھی۔ ادھر شہزادے کو سینڈریلا پسند آ گئی تھی۔ وہ ہر قیمت پر اس لڑکی کو ڈھونڈنا چاہتا تھا لیکن اس کو تو اس لڑکی کا نام تک نہ پتہ تھا جس کے ساتھ وہ دانس کرتا رہا تھا۔شہزادے نے اپنے طور پر بہت کوشش کی سینڈریلا کو ڈھونڈنے کی لیکن وہ نہ ملی کیونکہ اس کو پاس سینڈریلا کا صرف ایک شیشے کا جوتا تھا۔ چنانچہ اس نے اپنی سلطنت میں اعلان کروا دیا کہ جس لڑکی کا پاؤں اس شیشے کے جوتے میں پورا آ گیا میں اس سے شادی کروں گا اور وہ اس سلطنت کی شہزادی ہو گی۔یہ سن کہ سینڈریلا کی سوتیلی بہنوں کے منہ میں پانی آ گیا۔ وہ اپنے آپ کو شہزادے کی بیوی اورسلطنت کی شہزادی تصور کرنے لگ گئیں۔ شہزادہ اور اس کے سپاہی ہر گھر میں جا کر شیشے کا جوتاوہاں موجود ہر لڑکی کے پاؤں میں پہنا کر دیکھ رہے تھے لیکن وہ جوتا کسی کے پاؤں میں پورا نہ آ رہا تھا۔یہاں تک کہ شہزادہ اور اس کے سپاہی سینڈریلا کے گھر پہنچ گئے۔سینڈریلا کی سوتیلی ماں نے اس کو چھپا دیا اور شہزادہ کے سامنے جانے نہیں دیا۔ خود اس کی سوتیلی بہنیں وہ جوتا پہننے کی کوشش میں پاگل ہو چکی تھیں۔دونوں اپنے پاؤں کو بری طرح سے مڑور رہی تھیں کہ کسی طرح جوتا پاؤں میں اڑ جائے لیکن ان کے پاؤں بہت موٹے اور بھدے ہونے کی وجہ سے ایسا ممکن نہ تھا۔ اس دوران شہزادہ کی نظر اچانک سینڈریلا پر پڑی جو کہ گھر کے کام میں مصروف تھی۔ شہزادے نے اس کو بلایا اور جوتا پہننے کو کہا۔سینڈریلا نے وہ جوتا پہنا اور جو کہ اس کے پاؤں میں پورا آ گیا۔ شہزادے کو اس کی شہزادی مل گئی۔ اس کے بعد دونوں نے شادی کر لی اور ہنسی خوشی زندگی گزارنے لگے۔
. مزید پڑھیں